Saturday, November 28, 2015

Wajah tum ho lyrics (hate story 3)

kaise kahun ishq mein tere
Kitna hoon betaab main
Aankhon se aankhe mila ke
Chura loon tere khwaab main
Kaise kahun ishq mein tere
Kitna hoon betaab main
Aankhon se aankhe mila ke
Chura loon tere khwaab main
Mere saaye hain saath mein
Yaara jis jagah tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho.
Wajah tum ho. O...
Hai ye nasha, yan hai zehar
Iss pyar ko hum kya naam dein
(Iss pyar ko hum kya naam dein)
Hai ye nasha, ya hai zehar
Iss pyar ko hum kya naam dein
Kab se adhuri hai ik daastaan
Aaja usey aaj anjaam dein
Tumhe bhuloon kaise main
Meri pehli khata tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho.
Wajah tum ho. oo...
Kya jaane tu mere iraade
Le jaunga saansein chura ke
(Saansein chura ke)
Kya jaane tu mere iraade
Le jaunga saansein chura ke
Dil keh raha hai gunehgaar ban ja
Bada chain hai inn gunaahon se aage
Main gumshuda si raat hoon
Meri khushnuma subah tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho.
Wajah tum ho. Wajah tum ho.

Wednesday, November 11, 2015

Arti Laksmi Maa ki

Om jai laxmi mata , Maiya jai laxmi mata
Tumko nis din sewat,Hari vishnu vidhata.
Maiya jai laxmi mata
Uma rama brahmaani tum hi jag mata
Maiya tum hi jag mata
Surya chandrama dhyaawat naarad rishi gaata
Om jai laxmi mata
Durga roop niranjani, sukh sampati data
Maiya sukh sampati data
Jo koyee tumko dhyawat, ridhee sidhee dhan paataa
Om jai laxmi mata
Tum patal niwasni tum hi shubh data
Maiya tumhi shubh data
Karm prabhav prakashini bhav nidhi ki trata
Om jai laxmi mata
Jis ghar mein tum rehte ,
sab sad guna aataa
Maiya sab sad guna aataa
Sab sambhaw ho jata man nahin ghabrata
Om jai laxmi mata
Tum bin yagya na hove vastra na ho pata
Maiya vastra na koi pata
Om jai laxmi mata
Khan pan ka vaibhava sab tum se aata
Shubh gun mandir sundar kshirodadhi jata,
Maiya kshirodadhi jata
Ratan charurdash tumbin koi nahi pata
Om jai laxmi mata
Maha laxmi ji ki arti jo koi nar gata
Maiya jo koi nar gata
Ur anand samata pap utar jata
Om jai laxmi mata
Maiya jai jai laxmi mata
maiya jai laxmi mata
Tumko nis din sewat maiyaji ko nis din sewat
Hari vishnu vidhata
Om jai laxmi mata Maiya jai laxmi mata - 2